Growth Pains

On the days of childhood,

It felt like pain in the limbs.

As we grew,

It transformed into something closer to chest:

A little towards the left from the center.

Yes, there where the heart is.

Things keep changing, we keep growing.

Life moves and takes its own course.

Some diverge, some digress,

Yet a few take a detour.

One thing remains for certain, as the old saying goes,

Whatever is meant for you will always find its way.

The pain of growing is not easy.

It’s the price you pay to the Universe with discomfort.

Is it worth it? You may ask.

The answer always comes with the years.

For now grow through the pain.

Just like a caterpillar needs to go through to become a butterfly.

HAQQ

Chahat aur nafrat ki iss duniya mein,

Saheb-e-kamil bane baithe hain.

Jurm ishq ka ho ya sihr ka,

Sab nafs parast yaha baithe hain.

Tere darr se jisko roo ke tune nikala hai,

Uske dil mein sau khanjar baithe hain.

Jurm maut ka ho ya zindagi ka,

Sab apne aap ka matam banaye baithe hain.

Haqq aur batil ke kash-ma-kash mein,

Huqooq cheen ke sab baithe hain.

Jurm tera ho ya mera ho,

Zulm ka hi daman thaam ke baithe hain.

Aye sukoon ya aye junoon,

Darr pe Rabb ke hath uthaye baithe hain.

Jurm ishq ka ho ya sihr ka,

Mitti ke jism ko khuda banaye baithe hain.

RM

19.3.21

Hashar ka Maidan

Suno…

Maut beadab, badtameez aur badzuban hai,

Tum jaana toh rehem-o-izzat aur duaein lekar.

Hashar ke maidan mein koi apna nahin hota,

Tum jana wahan akhlaq lekar.

Wahin ab tumse mulaqat hogi.

Yaad rakhna woh vadein mere,

Bhool bhi jao toh koi darr nahin,

Kyunki wahan bezuban bhi cheekh padenge.

Har ek kasam ka hisab dena,

Har ek zulm ka ikhtilaf karna.

Jo cheen kar paaya hai tumne humse,

Un sab baaton ka hisab dena.

Adl-o-insaaf ki taqat tum insaano mein nahin thi,

Uski bargaah mein ab tum jawab dena.

Maut mushkil ho ya asaan,

Yaad rakhna,

Mere jurm ka tum khayaal rakhna.

R. Malik

1.3.22

Nostalgia, a bad babe!

Round two!

In your ground,

Losing my mind,

Walking around!

Went a step or two ahead,

This time the walls and doors had stories to tell.

A prayer or two,

Oh, damn you!

A floor so high,

The pit in my stomach so deep!

The old building,

The blue, the grey

And oh, the view

Every step brought the old forgotten pictures to life;

As if I lived each moment there as you.

Oh nostalgia, you bad bi*ch!

You bite so hard,

You leave no scars.

Just the reminiscing of the moments past!

Oh Maddy! Your madness continues!

RM

15.12.21